Dant Dard Ka Gharelu ilaj in Urdu Natural Remdie Danto Ka Dard

Dant Dard Ka Gharelu ilaj in Urdu Natural Remdie Danto Ka Dard

Dant Dard Ka Gharelu ilaj in Urdu Natural Remdie Danto Ka Dard

Dant Dard Ka Gharelu ilaj in Urdu Natural Remdie Danto Ka Dard

Teeth Pain Releaf Natural Remdie
Image by Sammy-Sander from Pixabay
Hello Dosto Agar Apkay Bhi Danto (Teeth) Main Dard (Pain) Hai To Ye Post Apkay Liaye Hai 
Dant Dard Ka Gharelu ilaj in Urdu Bohat Hi Asan Totka Hai Siraf Ik Bar Use Karnay Say Hi Apkay Danto Ka Dard Khatam Ho Jaye Ga InshAllah Post Diyan Say Read Kary Is Formulay Ko Lagany Or Banany Ka Tariqa Bohat Hi Simple Hai Main Apko Btata Hn Isko Mumula Totka Mat Samjhna Azmaya Howa Hai Agar Apko Faida Milay To Dosto Kay Sath Zaror Share Karna.

Ye Chezay Apko Kisi Bhi Pansar Satore Say Mil Jaye Gi.


▶Material.


1-Mush kafor 10 Gram

2-1 Adad Empty Bottal Small Pure Clean

3-Sat Podina (Menthol) 10 Gram

4-Sat Ajwain (Thymol) 10 Gram


Banany Ka Tariqa.


In 3 Chezo Ko Khali Botal Main Dal K 10 Mint Kay Liaye Dhop Main Rakh Dain.

(After Adding All Ingredient Leave It 10 Minutes In Sunlight

How To Remove Eye Bags And Dark Circles Permanently


Istamal Ka Tariqa.

10 Mint K Bad Ye Pani Ki Tarah Ban Jaye Ga Isay Shake Karo Phir Danto (Teeth) Par Jis Jaga Dard (Pain) Ho Usi Jaga Par Cotton Ki Madad Say 1 Tabka Laga Dain Teeth Pain Agar Khol Main Dard Ho To Usi Jaga Cotton Ka Tukra Rakh Dain 1 Mint Main Dard Khatam Ho Jaye Ga...!


Like Share & Comment

Note:- Azmoda Totka Ilaj.

 

0 Response to "Dant Dard Ka Gharelu ilaj in Urdu Natural Remdie Danto Ka Dard"

Post a Comment

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel